Powered By Blogger

Monday 12 January 2015

Samandar...

Samandar ki lehron ka junoon aur pyaar ka junoon kitna ittefaq rakhte hain,
Jab aate hain to insaan ke har na mukammal khwab ko yakeen mai badal dete hain,
Aur jab jaate hain to uske paon se uski zameen bhi kheench lete hain....

No comments:

Post a Comment